Showing posts with label JOKES. Show all posts
Showing posts with label JOKES. Show all posts

Friday, 25 July 2014

......……… hey guys for the first time Kick-2 (2020 me) trailer live on whatsapp

�� ......……… hey guys for the first time Kick-2 (2020 me) trailer live on whatsapp

�� .......  ��

����

�� mar gaya is bar bullet train thi

Thursday, 24 July 2014

Husband: Meri Shirt Ulti karke Press karna..

Husband: Meri Shirt Ulti karke Press karna..

Wife: Ok.

After 10 minutes husband: Meri Shirt Press ki ?

Wife (gusse me) : Nahi abhi Ulti Nahin Aa rahi hai 

����

Wife - Tum to kehte the ki Shaadi ke baad bhi mujhse bahut Pyaar karoge....

Husband - Mujhe kya pata tha ki tumhari Shaadi mujhse hi ho jayegi ........!!! 

WIFE: Suno ji; agar tumhaare baal isi raftaar se jhadte rahe toh main tumhein talaaq de doongi!!

Pati: He BHAGWAN, aur main paagal inko bachaane ki koshish kar rahaa thaa


Wife : Tum Saari Dunya Mein Bhi Dhoondo To Bhi Mujh Jaisi Doosri Nahi Milegi..
Husband: Tum Kya SamjhTi Ho.. Mein Doosri Bhi Tum Jaisi Hi Dhoondoon Ga..! Hadd Ho Gayi..����
Blast of the day:

Wife was kidnapped.

Kidnapper sent to husband a piece of her finger n demanded  money.

Husband replied "ye Ungli to kisi ki b ho sakti hai.."

MUNDI  Bhej  MUNDI" 

चोर पकड़ने की मशीन बनी

चोर पकड़ने की मशीन बनी
USA में 1 दिन में 9 चोर पकडे गये ।
CHINA में 30 ......
UK में 50
और
और
और
भारत में
1 घंटे में मशीन
चोरी हो गयी
......
बोलो भारत माता की जय

Veg joke....

Veg joke....
Ek Aalu�� ne Bhindi k cell pe i love u �� ka sms bheja..

Bhindi �� ne aalu�� ko phone�� karke bahut sunaya..

boli tum itne mote, saste...aur main ekdum slim and sexy...

Aalu �� ka toh dil hi toot�� gaya...aur phir usne itni sabziya fansaayi ki aaj aap dekh sakte ho...

Aalu-Ghobi,
Aalu-Bengan, ����
Aalu-Shimla Mirch
Aalu-Paalak, ����
Aalu-Matar,
Aalu-Gaajar,
Aalu-Chhole,
Aalu-Methi. ����
Aur Bhindi us din se aaj tak akeli hai...��

Moral:
Jo attitude dikhata hai, akela reh jaata hai......��

Samosa said to Aloo:-
Jab mein fry hota hun to tumhe cover karke garam oil se bacha leta hu because i luv u....

Aloo said:-
Jab log Tumhe fry hone k foran baad khate hai to main unka muh jala deta hun becoz I Luv u too....
.

.

.
Moral-
Inki luv story pe na jayein..
Samosa thanda karke khaiyen.. ����������
����Very touching.

dost vo nhi jo apke liye kamaye��

✅dost wo hai Jo apki T-Shirt�� Maang kr Le Jae
0r kbi wapis
Na de…��

Dost wo nhi Jo

apko Treat de������

✅Dost wo hai Jo

Aap k Ghar aae
0r kahe "aaj kya Paka hai��,
Jo b hai Jaldi Se Le aa"����..

Dost wo nhi Jo call ����kr k
milne aaye,

✅Dost wo Jo Ghr �� k Samne aa k

Msg kre"kaminey bahar aa.��

Dost wo nahi jo

kahe wo ladki ��teri kismat me nahi,

✅Dost wo hai jo
kahe

"saale party de party

usey toh ghar se utha���� ��layenge tere liye"

Dost wo nhi Jo

Janaze me aae,����

✅Dost wo hai Jo

Kabar Pe T-Shirt��

Le k aae 0r kahe

"Le saale nhi Chaiye Tera Ehsaan chal
Uth Or meri

Dosti wapis kr.����

Send to all special friends ������
������luv u yr
✏Dosto se problem share karna achha hai.....
Isliye nahi ki vo use solve ker   dete hai per.....
Saale aise-aise solutions dete hain ki hum problem hi bhool jaate hai.������
✏Indian Friendship is not about:                 "sorry".
Its about: "saari galti teri thi"

������
✏Indian Friendship is not about "THANKS".
Its about :"koi Ehsaan nahi kiya mujhpe"

��
✏Indian Friendship is not about : "I miss u".
Its about "kahan mar gaye thay itne din"?


✏Indian Friendship is not about :"I understand".
Its about: "Hamesha main hi kyun samjhoon"?

��
✏Indian Friendship is not about : "I'm happy 4 ur success"..
Itz about : "Chal beta treat de"?

��
✏Indian Friendship is not about:  "Are u coming to see us tomorrow"?
Itz about: "Dramaybazi band kar, aur chup chaap chal mere sath".

✏Indain Friendship is not about :"Just reading this msg"..
Its about :"Sending it to all lovely friends whom u never want to lose".
��������
   ��������
   ��������
   ��������
      ������
           ��
           ��
           ��
           ��
            ��
Wat is the meaning of true friend.
?
Jab ek dost apni akhri sanse le rha ho aur uska dost ankho me ansu le aye aur kahe,
Chl uth Yaar Aaj last time "Maut" ki Class Bunk Krte hain.
Apne un friends ko yeh msg send kro:
jinki umr ap apni umr se lmbi chahte ho..pls don't break d chain ..
Love u frnds..
Tell ur 10 BEST FRENDS dat u luv them(evn me)Sry cant stop coz i Love u yaar..��
��
��
��
��
��
��������

        ��
  ��       ��
��            ��
��            ��
  ��      ��
        ��

��              ��      
  ��          ��
     ��      ��
       ��  ��
          ��

��������
��
������
��
��
��������



��                 ��
��                 ��
��                 ��
��                 ��
��                 ��
  ��             ��
      ������

Today is 'love you day' You  lovable if you get FIVE back

पुलिस दरवाजा खटखटाते हैं...

पुलिस दरवाजा खटखटाते हैं...
संता : कोन दरवाजा खटखटा रहा हैं?
पुलिस : हम पुलिस हैं, दरवाजा खोलो!
संता - क्यूँ खोलू ?
पुलिस - कुछ बात करनी हैं |
संता : तुम लोग कितने हो | पुलिस : हम ३ हैं |
संता : तो सालों आपस में बात कर लो, मेरे
पास टाइम नहीं है ।

लेडी 1: तुम्हारी बहु कैसी है

लेडी 1: तुम्हारी बहु कैसी है ?
लेडी 2: बहु तो बहुत बुरी है, रोज लेट उठती है , मेरा बेटा उसके लिए चाय बनाता है, घर का कोई भी काम नहीं करती . और जब देखो मेरे बेटे से बाहर खाना खाने के लिए कहेती रहेती है !
लेडी 1: और दामाद ?
लेडी 2: दामाद तो फरिश्ता है. रोज सुबह मेरी बेटी को चाय बनाके पिलाता है, उसे घर का कोई भी काम करने नहीं देता और अक्सर बाहर खाना खाने ले जाता है . ऐसा दामाद सबको मिले !!.... ������������ रिश्ता वही सोच नई !  ��

Gf: jaanu aaj milte h

Gf: jaanu aaj milte h ...
Bf: kaha milna h?
Gf: koi sunsaan c jagah jaha koi na ho..
Bf: thik h fir ek gante me congress office me milte h..����������

New joke in market

New joke in market
Karan to Alia :-
What's Surname of Neeta


















Alia :- VOLVO


Teacher Santa

Teacher Santa se:

 Explain ‘Dahi’ in
       English

Santa: Milk sleeping in the night,
and sawere sawere tight!!

Monday, 21 July 2014

sardarji jab exam dene gaye to wo apne saath...

Sardarji jab exam dene gaye to wo apne saath plumber ko kyun le gaye..?
Kyunki sardarji ko khabar mili thi ki paper leek ho gaya h...

-----------☝��☝------------

Sardar flight me pilot ka
headphone cheen raha tha. Pilot:-
Ye kya kar rahe ho..?
Sardar:- Accha ji Ticket hum le aur Gaane tum suno...

-----------☝��☝------------

Sardarni:- Please bike tez na chalao mujhe dar lag raha hai.
Sardar:- Agar tujhe bhi dar lag raha h to meri tarah ankhein band kar le...
-----------☝��☝------------

Sardar ko chand par bhejne ka faisla hua.
Aadhe raste jakar sardar rocket se kood gaya or chillaya
kamino aaj to amawasya h, chand to hoga hi nahi.

-----------☝��☝------------

1 Sardar ko exam me koi sawal nahi aata tha to sardar ne har sawal ke neche |||||||||| lines laga di or likha Scratch kar ke answer padh lo...

-----------☝��☝------------

1 bar 300 sardar ship me travel kar rahe the lekin sare maar gaye.
Kese..?
Ship bichme khrab hua to dhaka dene niche uter gaye...

-----------☝��☝-------------

Sardar jungle se ja rha tha to 1 chudail ne use rok ke kha:- Hu Hu
Ha Ha Ha... Rukja main chudail hu.
Sardar:- Mainu pata h. Teri 1
behan mere naal hi vyaahi h.

-----------☝��☝------------

Sardar hotel me murga khane gaya lekin murge ka english word bhul gaya. Waiter:- What do u like to
have sir.?
Sardar:- 1 Plate Egg's father...

-----------☝��☝------------

Sardar plane land hote hi chillane laga:- Banglore aya Banglore, Balle balle.
Air hostess:- Hello sir b silent.
Sardar:- Ok, anglore aya anglore,
alle alle.

-----------☝��☝------------

Sardar:- Tum kitne saal se jalebi bana rahe ho..?
Halwai:- 30 saal se.
Sardar:- Badi sharm ki baat h tum se aaj tak jalebi sidhi nahi bani.

-----------☝��☝------------

Sardar wrong side car chala rha tha to bola:- O shit, Aaj phir late ho gaya sare log wapas jaa rahe hai...
-----------☝��☝------------

Sardar 1st time plane me baitha,
jaise hi plane ka agla tyre upar utha sardar pilot ko maarne laga aur
bola:- Saale main pehle hi dara hua hu or tu stunt maar rha h.

Saturday, 19 July 2014

Jyaada padhi likhi biwi hone ka dukh

Jyaada padhi likhi biwi hone ka dukh -

Husband calls his wife in the evening n asks:Aaj
khaane mein kya pakaya hai?

Wife: Fine long grain white rice hand-picked in the emerald green lap of the Vindhyas and tender golden lentils that was gently simmered over the smouldering kisses of angels. Served with dollops of fragrant clarified butter

Husband: WOW...SOUNDS YUMMY??  WHAT IS IT CALLED?

Wife : Khichdi!