Rona padta hai ek din muskurane ke baad..
Yad aate hain wo dur jane ke baad..
Dil to dukhta hee hai uske liye..
Jo apna na ho sake itni mohabat jatane ke baad..!
Friday, 25 July 2014
Rona padta hai ek din muskurane ke baad..
Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai
Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai
Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!
अपने ग्रुप के लिए कहता हूँ
अपने ग्रुप के लिए कहता हूँ
✨हम फूल तो नहीं पर महकना जानते है,
बिना रोये गम भुलाना जानते है..
लोग खुश होते है हमसे...
........क्योकि.......
हम बिना मिले ही रिश्ते निभाना जानते है ✨
⚡To My Lovely Group ⚡
Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona
Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona,
Mil Jayega Sab To Fir Koshish Kya Karoge..?
Sapney Sab Haqiqat Nahi Hote,
Agar Hoge Sab Haqiqat To Fir Sapney Kya Dekhoge..??
***********************
Aapne Gumo Ki Numaish Na Kar,
Apne Nasib Ki Yu Ajmaish Na Kar,
Jo Tera Hai Wo Tere Dar Pe Ayega Jarur,
Roz-Roz Use Pane Ki Khwaish Na Kar..
Thursday, 24 July 2014
MOM
WoH bhi kya din the
" MUMMY " Ki Godh Aur
" PAPA " Ke Kandhe,,,,,,,,
Na Paise Ki Soch
Na Life Ke Funde,,,,,,
Na KaL Ki Chinta
Na Future Ke Sapne,,,,,,
Ab KaL Ki HaiN Fikar Aur
Adhure HaiN Sapne,,,,,,
MudH Kar Dekha Toh Bahut
Door HaiN Apne,,,,,,,
Manzilo ko dhundte kaha
kho Gaye Hum,
Aakhir, Itne bade kyun Ho
Gaye Hum,,,,,,,,,!!
Din Bhar Kaam Ke Baad
PAPA Poochte HaiN Ki,,,,,,
,,,,,,,,Kitna Kamaya,,,,????
Wife Poochegi,,,,,,
,,,,,,,Kitna Bachaya,,,,,,????
Beta Poochega,,,,,,,
,,,,,,,Kya Laaya,,,,,,???? LekiN
Maa Hi Poochegi :
" Beta Kuch Khaya,,,,????? "
Agar Aap Free Ho
ToH Iss Msg ko Itna
FaeLao Jitna Aap
Apni Maa Se Pyaar Karte
Ho,,,,,,,,!!
Ek Msg Maa Ke NaaM,,,,, :
LOVE U MAA
delete mat karna msg free hai. Apko ma ki kasam. 9 logo ko behjo fast. Raat tak apke paas achi news ayegi
kush naseeb hi hum
kush naseeb hi hum
hume aap jaise dost mile
kya taarif kare aapki
gitna b kare utna kam lagtha
my chiraag hotho tum roshni ho
my gulab hotho tum khushbu ho
my raat hotho tum chand ho
iss pyasi baari zindigi me paani bankar aaye ho tum
mushkil hon k waqt me haat taam kar himmat dethe ho aap
doop me chaya bankar hamesha saat rythe ho aap
kabhi aane na diya aankhome aansu
jab se tumhe mila tab se chehre pe muskurahat phir laut aayi
hai mere dost “wada kartha hu my..kuch bhi hojaye my tere saath na chodunga”….
Teri chahat k chasme
Teri chahat k chasme aise chadh gaye hai mujpe ki nafrat k nakhun kitne b badhana chahu badhte hi nahi.
Tujhe Koi Aur Bhi Chahe
Tujhe Koi Aur Bhi Chahe,
Is Baat Se Dil
Thoda Thoda Jalta Hai,
Ae Dost
Par FAkhar Hai Mujhe Is Baat Pe Ki,
Har Koi Meri Pasand Pe Hi Marta Hai.