Friday, 25 July 2014

......……… hey guys for the first time Kick-2 (2020 me) trailer live on whatsapp

�� ......……… hey guys for the first time Kick-2 (2020 me) trailer live on whatsapp

�� .......  ��

����

�� mar gaya is bar bullet train thi

Rona padta hai ek din muskurane ke baad..

Rona padta hai ek din muskurane ke baad..
Yad aate hain wo dur jane ke baad..
Dil to dukhta hee hai uske liye..
Jo apna na ho sake itni mohabat jatane ke baad..!

Duniya me jeene ki chahat na hoti

Duniya me jeene ki chahat na hoti
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte
Agar mohabbat me bewafai na hoti.
Yadon me hamari wo bhi khoye honge
Khuli aankhonse kabhi wo bhi soye honge,
Mana hasna hai ada gam chhupane ki
Par haste haste kabhi wo bhi roye honge…

Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai

Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai
Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!

Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,

Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!

अपने ग्रुप के लिए कहता हूँ

����अपने ग्रुप के लिए कहता हूँ����
✨हम फूल तो नहीं पर महकना जानते है,
बिना रोये गम भुलाना जानते है..
लोग खुश होते है हमसे...
        ........क्योकि.......
हम बिना मिले ही रिश्ते निभाना जानते है ✨
��⚡To My Lovely Group  ⚡��

Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona

Aasani Se Kuch Na Mile To Udas Mat Hona,

Mil Jayega Sab To Fir Koshish Kya Karoge..?

Sapney Sab Haqiqat Nahi Hote,

Agar Hoge Sab Haqiqat To Fir Sapney Kya Dekhoge..??

***********************

Aapne Gumo Ki Numaish Na Kar,

Apne Nasib Ki Yu Ajmaish Na Kar,

Jo Tera Hai Wo Tere Dar Pe Ayega Jarur,

Roz-Roz Use Pane Ki Khwaish Na Kar..������